kaisa yeh mann baawara
ummeed se baandhe honsla
sung na saathi na rehmat ki dua
beech toofan, jalane shama chala
lo, mann toh mara mann-chala.
* * *
bhaag dost yeh zindagi ki daud
adhoore khwabon ko peeche chod
toote rishton ko phir se jod
apne ishaaron pe raston ko mod
har fizool bandish ko tod
bhaag dost yeh zindagi ki daud.
* * *
ek aakhri khwaish howe
mann meeth se milne do
maut bulaawe na aawe
uski aahat toh sun ne do.
* * *
ummeed se baandhe honsla
sung na saathi na rehmat ki dua
beech toofan, jalane shama chala
lo, mann toh mara mann-chala.
* * *
bhaag dost yeh zindagi ki daud
adhoore khwabon ko peeche chod
toote rishton ko phir se jod
apne ishaaron pe raston ko mod
har fizool bandish ko tod
bhaag dost yeh zindagi ki daud.
* * *
ek aakhri khwaish howe
mann meeth se milne do
maut bulaawe na aawe
uski aahat toh sun ne do.
* * *